Indian Constitution Foreign Sources
Foreign Sources Which help To Constitution
भारतीय संगबिधान कि विदेशी स्रोत
Indian Constitution Foreign Sources
Foreign Sources Which help To Constitution
भारतीय संगबिधान कि विदेशी स्रोत
Helo Dosto Aaj ka Post Mey Aap Sabhi Ka Swagat Hey ,Dosto Is Post Aapko Bhartiya Sangbidhan Key Pramukh Srot Key Barey Jankari Milengey Aur Is Mey Sabhi Desh O Ki Mahtwa Aur Kon Desh Sey Kya Liya Giya Bo Sabhi Kuch Discuss Kiya Hu ,Hope Ki Issey Aapko help Miley ,,Dosto Aap Sabhi Sey Anurodh Hey Post Aap Ko Kaisa Laga Uskey Barey Mey Comment Section Mey Jarur Batana , Apka Comment Ka Mujhey Bohot Jarurat Hey Taki Future Mey Best Sey Best Content Aapko Dey Payu... Dhanyabad,,,
Ek Najar Mey Sangbidhan
Bharatiya sangbidhan Anek Deshi Aur Bedeshi Srot o Ki Sahayata Sey Bana Hey Par Phirbhi Ismey 1935 Ka Adhiniyam Ka Prabhab Sabsey Jada Dekha Jata Hey ,,Aur yeh Praman Milta Hey Ki Suru Ki Dino Mey ,,Sangbidhan Mey Antarbhukt 395 Anuched Mey Sey 250 Anuched He Sidha Sidha 1935 ,Bharat Adhiniyom Sey Liya Giya Hey
Sangbidhan Mey, Suru Mey Total 395 Anuched, 22 Bhag Aur 8 Anusuchi Tha
Sangbidhan Mey, Abhi Total 448 Anuched, 25 Bhag Aur 12 Anusuchi hey
Sangbidhan Ko Aaj Tak 103 Bar Sansodhan Kiya Giya Hey Jismey Sey Sabsey Akhribar Yani 103 ba Sangbidhan Sansodhan Sarkari Naukri , Admission Mey Uper Cast Key Logo Ko 10% Reservation Ka Adhikar Deney Key Liye Kiya Giya Hey
Sangdibah Mey Jaisey 1935 Bharat Adhinom Ka Gahra Pravab Dekhney Ko Milta Hey Thik Usi Tarah Sangbidhan Ki Nirman Mey ,,Bibhinna Videsi Srot o Ka Bhi Bohot Mahatwa Hey To Chaliye Ek Najar Hum Sabhi Videsi Srot Ki Barey Mey Bhi Alochona Kartey Hey.
Bharatiya Sangbidhan Key Videsi Srot
| Country | Adopt |
|---|---|
| Britain | Sansadiya Pranali 2. Bidhi Nirman 3. Ek Nagrikta |
| USA | Moulik Adhikar 2. Rastrapati, Uprastrapati, Uchcha Adalat ki Judge o Ki mahabhiyog 3.Bittiya Apat Kal 4. Federal Structure (संघीय ढांचा) |
| Gurmany | Apatkal |
| Ireland | Rajyo Ki Niti Nirdeshak Tatwa |
| Russia | Moulik Kartabya |
| Japan | Supreme Court Ki Abdharna |
| Canada | GST 2. Kendro Aur Rajyo Ki Madhya Sakti bantan |
| Australia | Rajyo ki Bich Mey Byapar 2. Concurrent List (समबर्ती सूचि ) 3. Prastabana Ki Abdharna |
Shot Discuss About Moulik Kartabya & Maulik Adhikar
| Fundamental Rights | Fundamental Duties |
|---|---|
| 1.USA Sey Moulik Adhikar Ki Dharna Liya Giya hey 2. Abhi Total 6 Moulik Adhikar Hey 3. Moulik Adhikar Deney Ka Baat ,,Sangbidhan Mey Suru Sey He hey 4. Bhag No- (iii) Aur Anuched (12 to 35) Mey Barnit Hey Bharat Ka Moulik Adhikar 5. Jo Jo Moulik Adhika Diya Jata Hey Bo Hey. (i) Samanta Ka Adhikar (ii) Siksha Ka Adhikar (iii) Swadhinta Ka Adhikar (iv) Hinsa Ki Birodh Ka Adhikar (v)Dharam Ki Swadhinata (vi) Sangbidha Ki Upchar Ki Adhikar |
1. Mul Sangbidhan Mey Moulik Kartabya Samil Nehi Tha 2. 1976 Sal Mey Sardar Swarna Singh Ki Suggestion Sey ,Moulik Kartabya Ki Dharna Mili 3.Bartaman Mey Total 11 , Moulk Adikar hey |
Note- Dosto Agar Aaj Ka Post Achcha Lagey To Isko Apney Dosto Mey Jarur Share Karna Sath He Agar Aap Mera har Ek Post Ka Notification Pana Chahtey Ho To Uskey Liye Aap Folow Butten Pey Click Karkey Mujhey Follow Karey Ya Phir Nichey E-Mail Box Mey Aapna E-mail Submit Karey Aap Nischint Rahey Yeh Do He Tarika Bilkul Nisulk Hey,